~Sirhane ki Phul~
Raat ki phool sirhane rakhke
Jo so gai mai..
Wo mahka raat bhar...
Par pata na chala mujhe...
Raat bhar wo batein karta raha mujhse...
Ajeeb sa phool -
Gussailaa hai-to gali v diya mujhe,
Jab kuch mai na boli,
Aur fir gali dete dete thak jab gaya...
Udas kuchh dhun gane laga...
Aur mai jhumte hue soti rahi,
Sirhane ki phool mahakta raha raat bhar..
Ab raat sesh ko phul murjhaya hua sa...
Chehra fika fika...
Par naak me leke lagai,
Wohi mithi dhimi khusbu...
Aur kuchh batein ankahi...
Phenk keise deti,
Fir se takiya ke baju me rakhke
Kaha-dhanyavad phul,
Raat bhar batein karne ka,
Aur gana sunane ka...
Tab bola phul-'Kahogi nahi-Gussaila!'
Maine haske 'na' kaha.
Raat ki phool sirhane rakhke
Jo so gai mai..
Wo mahka raat bhar...
Par pata na chala mujhe...
Raat bhar wo batein karta raha mujhse...
Ajeeb sa phool -
Gussailaa hai-to gali v diya mujhe,
Jab kuch mai na boli,
Aur fir gali dete dete thak jab gaya...
Udas kuchh dhun gane laga...
Aur mai jhumte hue soti rahi,
Sirhane ki phool mahakta raha raat bhar..
Ab raat sesh ko phul murjhaya hua sa...
Chehra fika fika...
Par naak me leke lagai,
Wohi mithi dhimi khusbu...
Aur kuchh batein ankahi...
Phenk keise deti,
Fir se takiya ke baju me rakhke
Kaha-dhanyavad phul,
Raat bhar batein karne ka,
Aur gana sunane ka...
Tab bola phul-'Kahogi nahi-Gussaila!'
Maine haske 'na' kaha.
No comments:
Post a Comment