Ek aya moth kahin se...
Phadphadate bola
Ghana andhitari raat h
Uspe pavan pagal hai,
Bijli v tham tham ke
Nach uthi hai bidagdh Ishwari ki tarha
Chandra chhup gaya ha
Yehi dikhata to hai
Par kaun jane chhip gaya ho
Shiv ki jatajut me
Asshray asha me
Aj k raat mai sishu banu
Tum dhare rakho, Prabhu mujhe...
Eise me bahar khatra h
Jo pavan matali hai
Aur bijli diwani...
Kya ashray milegi yahan?
Tum jo chillao to sine me dar sa aur umad ata h....
Eise kahke guhariyan karte
Bekal phad phad pankh se man jeet ke beitha saranarthi ek pyara...
Photo id mangi jab v kuchh na kaha,
Janch karne diya...
Subah panch baje ankh khula v to jhip jhip baris ki sehra pahne Surya mukh chhupae the kahin,
Unki chehra dekhne chala gaya tha sayad...
Subah ashrya sthal khali tha...
Akele ke ghar me
Eise kai jaan ate hein
Koi rah jate hein,
Chhupke kahin pata na chalta
Koi ate jate rahte hein
Koi koi eise ek baarish ko rasta dikha kar mujh tak lakar kahin gayab ho jate hein ek saal k lie...
Fir milenge kya...
Kyun nahi k neerab pratishruti kahin likh kar
Khush thi
Uski ane se
Ye to hai
Par kya dukhi hun jane se...
Khudko puchhte puchhte
Kuchh din bit jaegi ab eise...
Kahan hoga ab...
Puchhna kitna asangat hoga...
Bahar itna bada duniya me
Nikal jane k baad
Wo kaun mai kaun...
Kis tarha ka rista...?
Par kal wo pash tha
Raat bhar wohin mere darwaje pe latakte hue safed kurti pe baitha raha...
Ye sabki uttar barsha ko jarur pata hoga
Iske pankh pakad k jo ye ai h
Puchhti hun,
Akele me,
Kya baat hai ?

No comments:
Post a Comment