Tumne itna apna kyun banaya?
Galiyan na dete
Ek mitha ajnabipan kuchh din k lie
Bani rahti
Fir apneap kho jati kahin...
Halka mithas me bani hui rekhaen
Fiki hoti h sada...
Tumne itni gali-achhi buri
Sahya, asahya, thik, galat -
Jo diya...
Tumko pata nahi
Tumse mera kuchh bandhta gaya
Wajud ka koi gahra hissa...
Aur wohi failta fulta gaya...
Ab eisa h
Ki koi rista h nahi
Par koi dard ka geet gata h
Aur mai daudke jati hun
To pash bhatakne nhi diya jata
Ulta galion k gusse k lahar daud ati h
Pichha karte hue bahut dur...
Surya uge na uge
Din k baad raat ho na ho
Mujhe dekh Tum gali na doge
Ye ho nahi sakta.
Istarha se ye rista pakka hota gaya.
Ab atoot lban gaya.
Apna banana tha
Tumne eise rasta chuna...
Koi hadbadi nahi
Kahin jana nahi
Kuchh sabit karna nahi
Kuchh mangna nahi
Tumne ek kinara eisa
Jo mere naam kia-
Beithna h chupchap yayan.
Is apnapan ko odke
In sardion k dino me...
Tum samajh rahe ho,, na.
*
11.27
8th March 2017
Galiyan na dete
Ek mitha ajnabipan kuchh din k lie
Bani rahti
Fir apneap kho jati kahin...
Halka mithas me bani hui rekhaen
Fiki hoti h sada...
Tumne itni gali-achhi buri
Sahya, asahya, thik, galat -
Jo diya...
Tumko pata nahi
Tumse mera kuchh bandhta gaya
Wajud ka koi gahra hissa...
Aur wohi failta fulta gaya...
Ab eisa h
Ki koi rista h nahi
Par koi dard ka geet gata h
Aur mai daudke jati hun
To pash bhatakne nhi diya jata
Ulta galion k gusse k lahar daud ati h
Pichha karte hue bahut dur...
Surya uge na uge
Din k baad raat ho na ho
Mujhe dekh Tum gali na doge
Ye ho nahi sakta.
Istarha se ye rista pakka hota gaya.
Ab atoot lban gaya.
Apna banana tha
Tumne eise rasta chuna...
Koi hadbadi nahi
Kahin jana nahi
Kuchh sabit karna nahi
Kuchh mangna nahi
Tumne ek kinara eisa
Jo mere naam kia-
Beithna h chupchap yayan.
Is apnapan ko odke
In sardion k dino me...
Tum samajh rahe ho,, na.
*
11.27
8th March 2017
No comments:
Post a Comment