Sunday, 23 July 2017

Love Crops

I will reap Love Crops
Plenty, golden, shining now
From the half submerged islands of this life lake
While You being the boat, Jayant
I breathe flower.

Then it rains...
First softly...
And then there is lightening and along with the terrible thunder comes the downpour with a force
It looks foamy everywhere....

Lying upon Your soft velvety mahogany heavily cushioned warm lounge
Thoroughly wet
I dream of
Our future unions -of several lives
And wake up to walk through the weddings of the past lives-
You with a red turban
Tenderly holding Your slender n beautiful head
Making You look like a "monarch just lost his heart"
And Your burning gazes fixid upon me
My red kukum glowing more n more
Spreading into the horizon
Awaiting a delicate sunrise....!

Wednesday, 7 June 2017

Samudra Banik

Man mere ek Maha Samudra
Aganit juar, bistar seemaheen
Kabhi khud v nikalke ja na saki
Daure pe is aur se us aur
Ya fir dub ke kabhi chhu na saki
Kahan hai iska niche gabheer balu se milan

Keise kah sakun fir Tumhe
Kya ha kahan kitne moti
Eise hi samuka ki mare muhn se nikle
Bikhre pade hein, Banik
Tere jhola bharne ke lie...
Mujhe pata nahi..
Ana kabhi jahaj leke chhota sa
Dekhne khojne kya hai sab Tumhare naam
Ham to haar gae kahte dikhate
Aur Tum pak gae kinare baithe beithe
Ana kabhi gahre jal me
Na jahaj na koi saadhan
Milne khud ki chhabi se
Jo yahan na jane kai barshon se
Bani hai dhire dhire
Sabse anmol cheson se

Tumko ham wahan le nahi ja sakte
Machhli ki fin nahi Tumko
Saans le nahi sakte
Jahaj Tumhare wahan tak pahunchegi nhi
Submarine v nhi.
Fir keise?
Ye sab eise hi rah jaega...
Itne sare baibhav Tumhare naam ka
Tum khojoge nahi...
Saans bharne ka pani ki gahrion me
Koi aur tarika?
Dhunda h kya Tumne?

Mujhe pata to nahi...
Rah rahke laharon ki pocket me bharke
Un mare hue samuka ki sample
bhej sakti hun
Ana belabhumi pe
Pana pairon k pash gire hue un sabko
Sunna pratishrutiyan sare unse
Ki jinda v hain kuchh
Ban rahe hein motiyan v aur...
Gahraion me

Kya Tum dekhte ho
Yahan...
Kuchh kawe ud jate hue
Kuchh laal kekde sarakte hue
Gile ret pe
Ya apna pairon ki 3d wala nishan...
Sunte kya ho?
Samosha wale ki kuhat
Bachhon ki dhumdham daudne ki ahat
Kuchh logon ki udti hui kho jati hui batein
Ya dur raste pe traffic ki halka sa awaj
Suno in Samukaon ko
Suno lahron ko
Kahenge kuchh to Tumhe
Jo na ja sako Samudra Yatra pe
Hey Banik!!

Has nahi dena
Eise halke se
Adh-man se
Baat jaruri hai
Bhitar dalna
Kahno ko sab kaha nahi jata
Chah k v koi Samudra ko Tumhe
Dikha nahi sakta.
Ankhon ke samne bichhi hui
Tumhare pairon se leke digant tak to
Baat nahi. Baat aur v kuchh hai.
Kabhi Tumne janna na chaha...
Samosha wale aur chay wake ki kuhat
Aur in lahron ki ho ho me hi
Band rah gai sare talash Tumhare
Par Tum to Samudra Banik ho!


☆Samudra Banik☆

Wednesday, 8 March 2017

Rain writes-You!

Birds are chirping...
Koel whistling somewhere
And the "You-bird" -"Kum-Kum-bird'
That also spoke something
Something about You...
When i wrote about
Making You my Igloo...

The sky has come close
With the downcast heavy clouds....
Its so cool n pleasant all around
Anytime it would rain again...
And when it rains
It writes-You are around
Close by.

With tea cups in hand
I want to come to You
To meet You in the balcony
Or upon terrace or
in our personal garden or lawn...
And again want to make a house
Inside You...

This time no igloo...
I am warm enough...
This time You be a resort -
A cottage house to me...

Slowly i wll come close to You
And before You raise
A 'what' in Your eyes
I will envelope my arms around You
To make sure You have not changed
Since i v gone to the kitchen
To make tea...
You are still the same one
My Joshua...
And i will tell You
With tightening of my arms around You
How much i missed You
Since we have left the bed
Or since we have last spoken
to each other....

The way i will cling to You
With child like innocence n necessity
You would feel - something is wrong
And will try to hold my face
Looking at my eyes
Trying to know
What's wrong with me
I will look deep into Your eyes
And say nothings wrong
I just wanted to be cozy with You...

*
...Rain Writings...

8.30am
9.3.2917

Be my Igloo

I wanted this
when i got up in the morning,
slowly coming to my senses..
and You tweeted from the phone...
with closed eyes
i just want to go close to You
and make room for myself
n lie there just like that
for another half an hour...
feeling your protecting arms around me taking the warmth n the security...
and the "You-factor"
that is only with You
n nowhere else....
Want to make a house inside You...
A kind of Igloo...
And creep into it...
And .....
Call You softly...
Mukuuuuuuu....


*
8am
9.3.2017

Tumne itna kyun apnaya?

Tumne itna apna kyun banaya?
Galiyan na dete
Ek mitha ajnabipan kuchh din k lie
Bani rahti
Fir apneap kho jati kahin...
Halka mithas me bani hui rekhaen
Fiki hoti h sada...

Tumne itni gali-achhi buri
Sahya, asahya, thik, galat -
Jo diya...
Tumko pata nahi
Tumse mera kuchh bandhta gaya
Wajud ka koi gahra hissa...
Aur wohi failta fulta gaya...

Ab eisa h
Ki koi rista h nahi
Par koi dard ka geet gata h
Aur mai daudke jati hun
To pash bhatakne nhi diya jata
Ulta galion k gusse k lahar daud ati h
Pichha karte hue bahut dur...

Surya uge na uge
Din k baad raat ho na ho
Mujhe dekh Tum gali na doge
Ye ho nahi sakta.
Istarha se ye rista pakka hota gaya.
Ab atoot lban gaya.

Apna banana tha
Tumne eise rasta chuna...

Koi hadbadi nahi
Kahin jana nahi
Kuchh sabit karna nahi
Kuchh mangna nahi
Tumne ek kinara eisa
Jo mere naam kia-
Beithna h chupchap yayan.
Is apnapan ko odke
In sardion k dino me...

Tum samajh rahe ho,, na.
*
11.27
8th March 2017

Bahut dino se Woh chup tha

Bahut dino se wo chup tha
Kya baat hai
Puchhne chali gai
Sade chhe saal baad.

Bahut dino se wo chup tha
"Bolega fir se..
Koi badi baat nahi"
Ki dilasha dhire dhire
Jhutha lagne laga tha.

Bahut dino se wo chup tha
Kya baat h
Puchhne se pahle pahle
Dar nahi tha
Par mauka na mila.

Bahut dino se wo chup tha
Kya baat h
Char saal baad
Ushe puchhna
Khatakne laga tha
Bolega fir se
Ye aur lagta nahi tha.

Bahut dino se wo chup tha
Ab panch saal baad
Ushe puchhne se dar lagne laga tha
Kahin Uska chehra na badal gaya ho
Kahin wo hasi uski muhn se
Apna basera utha na lia ho.

Bahut dino se wo chup tha
Chhati me koi chidia mere
Chhatpatane laga tha
Kahin uski najrein
ajnabi na ban gaye hon
Kahin uski awaj
Jeise Woh dusre se baat karta h
Wese na ho gaya ho mere lie
Kahin wo alag na ho gaya ho
Mere sade chhe saal pahle k
Chehra se woh apna duri na bana li ho

Bahut dino se wo chup tha
Uski chupi todne ko
Mujhe man v nahi tha ab
Pata nahi kya nikle
Kuchh dhuan....
Meine ushe puchhna v na chaha
Wo chup ho gaya tha
Mere asha aur swapn k mahal v
Sunsan ho gaya tha
Jala nikalke wahan jane ko
Man nahi hota tha...

Bahut dino se wo chup tha
Kya baat h
Puchhne aogi nahi
Usne has k ekdin kaha kahin se...
Uski baat rakhti keise nhi
Sab rakha h
Jana pada-gai...
Usne mujhe ek aina dikhai
Jisme mujhe khali mai dikhai padi
Woh nahi tha wahan
Fir usne mujhe mere harh dekhneko kaha- wahan se kisne mere sade chhe saal dhire se nikal k le gaya tha...

Bahut dino se wo chup tha
Kya baat hai puchhne gai thi...
Laga samne wo khada tha.
Par Woh nahi tha.
Uski saql se mila jula
Koi aur khada tha...
Aur wo bola.
Ab sochti hun,
Achha hota jo ushe
Chup hi rahne deti.
*

8th March
11.08am

Chehre ka jod

8th March
10.32am

Wo chehra...
Keisa hai...
Keise dikhta h bolke puchhna meghon se...
Diwar pe jahan drusti nibaddh ho aur kahin ha sake na...
Jate jate gum ho jae
Aur bhitar se hi ek rasta nikle...
Us rasta se chalte chalte
Wahan ki hawa ko puchhna-
Keisa dikhta hai woh...
Khali kya do hilte hue kale putle
Moti jeise... bas itna hi hai woh....?

Bhulsa chala tha man
Aur uski ajeeb kothriyan-unke darpan me khalivdo ankhein -hilte hue rah gaya tha -absesh jeisa...

Ab itne dino baad
Jo dekha
Sach much ek insaan
Jisme wo chehra chipka hua tha
Tab khayal aya
Han,
Mere pash eise hi
Ek tasveer to tha!

Tasalli h,
Bhitar se bahar jud gaya...
Man k kothariyon k darpan
Aur koi abhijog nahi karenge ab
Ab bahut dino tak koi uljhan
Nahi satayega ki
Keisa hai woh chehra!

Sunday, 22 January 2017

MY POEMS ON FB

Tume asuchha boli ta
Dina, baara, masa, saala, calendar
Sabuthi smruti au samparka ra dora
Aganita samudra lahari pari
Ullasa re utkantha re ananda re
Sada bele bibhor...
Emiti gotie sakala !

Tume asiba ta emiti swapna tie deba
Jaha nei banchibaar bibhorataa
Chhuin chhuin jiba janma-janmantar,
Jeevan-jignyasa o subhechha re uchhuli uthiba
Jete sabu mlaana muhan...
Phula phala sambhaara re,
Prajapati au chadhei nka khela kautuka re
Jhalasi uthiba sara dina, - sanja o sakala!

Khali padi thibaa ghara, taala padithiba band duara
Kuni kuni pila nka ra gahala chahala, hasa khushi, kautuka,
Randha-badha, nacha gita drushya ra nibida anuraga re
Hasi uthiba Bharata ra prati ti bhugola
Prati ti gaan o sahara!

Tume asiba boli ta mela hoi thiba danda duara
Sajada hoi thiba phula kunda malli ki golapa gachha re
Gendu ki Ganaga-Siuli basna re chahati uthu thiba
Sabu chinhaa jana ghara-karana jinisha
Mo padha ghara ra table, bahi thaka, kantha ghanta, album!

Tume asiba boli ta
Ghor jhada batya o barsha re ujudi jaithiba kheta
Chaala-chhapara, sajada chali thiba..
Dadana ru kata papuli dhari pheri thiba atmiya
Simaanta re juddha ladhu thiba juan pua
Agana re phuti disu thiba au keu nua muhan
Kaha nua daka re ullasi uthu thiba mana
Sabu sesha ru puni thare arambha heba "Nua Jeeban!"

Chala patha sara duba ghasha, chandan,
Dhupa ra basna, phula mala...
Tume asiba-bhor sakala re emiti buni deba
Chetaniya Bindu Bisarga re gote golaardha...
'Om Purna Mida, Purna Mada, Purnat Purnasya Maadaya'!

Nua Barsha-2017
-Pateetpavan Giri
Palaguda, Ashana, Mayurbhanj
Mobile- 7077845003


22.1.2017

Saam ho chali hai bahar
Halke halke prakash se
Jhulte hue badam k mote patte
Ke us par ki akash...
Kuchh nariyal patte ki keri keri jhule...
Aur Tum utar aye!

Puchha meine
To Tum aye...
Na sone wali nind se jagane mujhe
Kuchh na kahe Tum
Aur teji se jharokha ko band kar die
Jate jate..

Uski jhan jhan dhan dhan awaj se
Kuchh toot gaya jeise fir se..
Raste me gira hua ek phul toda..
Toota foota...man mara...
Uske sath mai v
Wohin sadak kinare gire hue
Dono ek dusre se lipat ke
Kuchh batein karne lage..

Ankh kholi,
Na Tum na wo toota hua bouquet
Uski taje phul ke upar
Ek jinda titli beitha tha par
Aj raat k panah dhundte hue..

Wo titli, wo bouquet
Wo phul wo sadak-chup si
Hajar ankh se dekhne laga
Is saam ko
Tumhare kadmo ko chumte hue
Nikalte hue...
Jane kahan...
Kis jheel me do hans jode ko
Kuchh kahani kahne k lie-
Do bund ashu
Aur ek muskan ki
Usse pahle sunli mombatti
Aur jal uthi

Kahan ja rahe ho
Jate jate lete jana
Is jalte hue mombatti ko sath me
Jiski aag ki garmi se
Tumhe gulab ki khusbu ati rahegi
Lete jao...

Subha Sandhya
*

10.1.17

Tum aye
Sare prakar k bahar ki pratirodh ko todke
Kale janjire sare todke
Us band pade mandir me-
aur khole talaen aur darwajein sare
Jo Tumhare hath meine sare chabiyan thama diye the.

Tum aye-
Aur bahat sare jo dhul jami hui thi
Prachin kai kaal se
Ushe mor-pankh se jhade..
Jalaen kale kale mote mote lambe lambe-
udte hue sare Tumne nikale
Fir saji hui diya ko chhue ...
Bas chhue aur jalae
Sukhe hue phul k tokri me hath lagae
Murjhae sukhe hue phul malaen - ji uthe
Satej rangeen- khusbu bikharne lage
Tum has diye..

Tum aye
Kadmo se leke aye  Surya rashmi, pajeb banake
Runjhun runjhun chalne lage
Chhota Kanhu,
Aur hawa chalne lagi
Us patali gufa mandir me pahli baar...

Tum aye
Sangmarmari kadmo se
Ji utha pashani rasta v
Chumne lagi pairon ko Tumhare
Udke chale gae bahar latakte hue
Chamagadad k sammilani, Tumhe dekh ke
Jarajirn toote phute diwarein, gambuj, stambh wahan ke
Sone chandi moti se jadne lage- hasne lage
Tumhare swagat me
Aur bhitari kothari me jake Tum beith gae
Makhmali gadde pe
Jalte sulagte hue dhupdani ko
Nibisht chitta se dekhte hue..
Ghantian hilne lagi- bajne lagi
Tumne chaha bolke!
Tumhare satkar me,
Aur kahin kisi band kothri me
Jaag uthi mai
Janjiron se jakde hue...

Tum aye
Puja hui
Sajayi thi kabhi eise ho bolke
Aur Tum chahe bolke
Puja hoti rahi Tumhari...
Par  bhog ka katora sukha pada tha
Tum muhn sukhae
Dusra katora-chandan aguru ka
Wo v khali-sukha hua, kala ho gaya hai
Tum m7hn phulae
Kuchh na chaahe, kuchh na kare
Chahte to dusre cheson ki tarha
Ye v ujle ban jate
Par Gumani, Tum  muhn phulae rakhe
Aur chup karke beith gae..
Bahar, kali andhiari jungle
Saat samandar ki jalti hui aag-ugalti lahrein
Katte hue mai ai
Ate ate deri ho gai mujhe.

Tum aye
Ake ghantion sunte sunte
Sunna sake pukar mere-dur se
Kitne pukara maine
Kabhi sune v agar
Aja Tu
Idhar hi ana hai Tujhe-
Kahe man marke
Achha na laga sayad Tumhe
Itna kuchh karte hue
akele akele
Intejar me...

Tum aye
Fir mai ai
Tab tak Tum darwaja band karke
Bhitari kothari me so gae
Jhulte jhulte
Rush ke mujhe
Dekhe nahi
Pankh kitne jale hue mere
Jagah jagah kitna jakhm hai mere
Muchh gahre kuchh halke
Dekhe nahi,
Dekhna chahe v nahi
Tabse behosh giri thi
Chetana lauti h ab...
Aur kah rahi h
Tu mandir me
Aur devta  bhitar soya hua h...

Tum aye-
Tum sajae
Fir mai ai
Tere kadmo ko dekhte, chumte
Ab yahan bahar jo beithi hun
Kaunsi bada kaam karti hun...
Sunna h,
Kabutaron k gun gun..pankh ka jhadna
Tota ka bol-mithe
Jo yahan rahne lage hein...
Aur jo sab Tu hi hai...
Ye sab saja sajja
Sab Tumhare hein
Tumhare lie hein
Tumne kia h..

Mai ai
Tum aye bolke
Bulae bolke
Yahan beithi- aur roi -hasi v..
Dekh k band darwaje ko
Ata nahi pukarna
Tu janta h
Ata nahi gana- bhajan karna..
Tu hi kahde kya karein..
Ai ... aur khatkhatai bahut..
Fir beithi Tere chaukhat pe
Ab Tu hi maan tod de-darwaja khol de..

Tum aye
Bhitar jhulte hue so gae
Jab maine puchha
Tumne darwaja kyun band kie
Taan bharte hue murali me
Kaha Tumne
Mujhe Chhota Kanhu kyun kahe!

.~Chhota Kanhu
12th
Some moments...

Some moments...
Forgotten..
Stacked in the deep chambers of heart
The mechanism that categorise them
As important n unimportant
Fails or does not want to function
Sensing a vital higher change
In the total system...


13th

Hawa ko bhar k dono hatheili me baja...
Man ko leke mere usme jod ke baja..
Jogi,
Upkar karte rahna eisa..
Bajate rahna... hawa...

*
💖 Starry-eyed...
The light that emanates from the Fire-
Has opened a New World
That was always there -
Unseen in the Dark...
The First Rays of Your eyes
That touched it
Gave a new lease of life..  
A new name!💓


15th
Jeevan k Rang..
Pal pal bharta brush me
Pal pal girta-bund bund..
Chahe utare koi canvas pe
Chahe sama jae sadak pe..


*
16th
Nilabha Akash...
Kuchh batein chup chap..
Raat bhar jaga hua Chand
Nind se bojhil ankhon se kahe kuchh
Abhi abhi jagi hui Kapot sune kuchh
Kuchh batein bah v jaen
Ranga de nile nile asman
Aur asman se uspaar...
Kuchh aur batein le ayein
Jhulte latakte hue
Metal wires-is khunti se us khunti tak
Jeise dilon ko jode dhaga -resham..
17th

!!Morning Muses!!

Winter is beautiful
sparrows are chirping lovely;
heart is light like a cotton..
Flying up searching for the Light..
And get face to face with Sun
To drink the Golden Sunlight,
Trees are breezing softly,
The air is nostalgic,
Hums softly your name
Roads are streched ...
Like some prayer mats
memories of New Year Eve heap in...
Deep inside the heart...

Love and liveness flow down my mind,
This morn is sweet and soul thrilling, Ecstatic messages mesmerize...
Thank you Oh my Dearest God,
Life is life, just because of you
you are my whole consciousness, whole sanctity, whole entity,
whole being,
 You are everything that i see and feel...
The quintessence of me is your filling my deeps with the enriching soft tender loveliness.

18th

Ye eise hi pada hota table pe
Kisi samne side wali room k kone me
Bayen tarf mere bada sa safed jharokha
Us paar hariyali - kuchh latakte patte
Aur ek tham tham bagichaa..
Tum jo nahi ho
Ane ko kah ke
Nirdharit samay se kuchh jyada
Le lie ho..
Jante hue k kuchh nahi bigda h
Kal hi raat ko to baat ki thi Tumse
Dhire udas kadmo se
Ek chhoti si muskan sajae
Thaki hui ankhon se
Kampte hue hathon se
Thamungi is note pad ko
Aur sochungi
Pahla panna khol kar kya likhun....
Jayant,
Itna likh kar kho jayungi...
Tumhare ankhein
Gahrai se gagrai tak utar ayenge
Aur bhar denge itna
Likhun fir kya aur keise...
Bharte hue srot ki dhara ko chhuke
Ulti dhara se hote hue
Tum tak pahunchne ko
Machhliyan sare tadapne lagenge
Muskil h
Par karte rahenge
Kahin jo Tum ho...
Ye kahke hawa dhire se muskuraegi jab
Chup karke mai sunungi
Sanson ko Tumhare
Uthte girte bharte hue
Makhmali kimti sine me Tumhare

18th
Remembering a hand...
That was tied so intensely
With my hand...
And walked along, holding me
Through heaven and hell...
And was still holding
Like a air-clasping a tree...
Like sunshine filtering into green leaves..
Somewhere nearby...
A feeling so groping -
Rings bells inside my Kailash
That the airy hand is turning into Real
And grasping me with
All human elements possible...
As God slowly appears from nowhere
Slowly coming into shape...
A Story long-written half
Taking its last finishing touches...

20th

Sakala ra alokit Akasha re
Adhaa Chanda ra muhn..
Ta Tume!
Dhire hasi chahin dia jebe
Khole kou puruna mandira ra
Band padi thiba duara..

Kaha, safa kemiti karibi
Madira bedha...
Jhadu nahi hata re
Mana ku mora jhadu kari ne...
Nija bedha safa kariba kaama
Tu hata ku nei ne

Puja daala nahi
Kaha phula anibi kemiti
Champa gachha ra sara phula
To tora...
Tote e gachha pura samarpan kali...
Adha kancha bela au kadali phala...
Kana karibi kaha...
Tu Eiravat ki Nandi hei
Pai ne e prasada...
Pura gachha...patra sabu tora...
Basi baku de to pakhare hata jodi ..

Tora rajya re mora kichhi nahi
Sabu Tora
Mu bi Tora...
Debi kana au kemiti jane nahi...
Dekhibaku de khali akhi bhari ..
Kaha na 'mu pathara...'
mote kana dekhibu ..
Roopa sabu tora
Jemiti ichha bahari ki aa..
Darshan dei ja...
Jemiti mu bujhi bi
Semiti kichhi kahi dei ja...
Murkha ra bekaria mana
Eka jid dhari basichhi
Tu kichhi kahibu...
Mu bujhila parika
Kahi dei ja...

To bina mora kichhi nahi
Tote dekhibaku asi nahi
Tora mandira bedha re
Rahibaku asi basili...
Puja aseni tote, kaha na..
Sunichhi,
Murti ru bi Tu bahari ki asu
Asi ja
Tote dekhibaku bahut ichha
Bahut dina ra ichha
Khali Tu pura kari paru
Kari ja...



Sakala ra alokit Akasha re
Adhaa Chanda ra muhn..
Ta Tume!
Dhire hasi chahin dia jebe
Khole kou puruna mandira ra
Band padi thiba duara..

Kaha, safa kemiti karibi
Madira bedha...
Jhadu nahi hata re
Mana ku mora jhadu kari ne...
Nija bedha safa kariba kaama
Tu hata ku nei ne

Puja daala nahi
Kaha phula anibi kemiti
Champa gachha ra sara phula
To tora...
Tote e gachha pura samarpan kali...
Adha kancha bela au kadali phala...
Kana karibi kaha...
Tu Eiravat ki Nandi hei
Pai ne e prasada...
Pura gachha...patra sabu tora...
Basi baku de to pakhare hata jodi ..

Tora rajya re mora kichhi nahi
Sabu Tora
Mu bi Tora...
Debi kana au kemiti jane nahi...
Dekhibaku de khali akhi bhari ..
Kaha na 'mu pathara...'
mote kana dekhibu ..
Roopa sabu tora
Jemiti ichha bahari ki aa..
Darshan dei ja...
Jemiti mu bujhi bi
Semiti kichhi kahi dei ja...
Murkha ra bekaria mana
Eka jid dhari basichhi
Tu kichhi kahibu...
Mu bujhila parika
Kahi dei ja...

To bina mora kichhi nahi
Tote dekhibaku asi nahi
Tora mandira bedha re
Rahibaku asi basili...
Puja aseni tote, kaha na..
Sunichhi,
Murti ru bi Tu bahari ki asu
Asi ja
Tote dekhibaku bahut ichha
Bahut dina ra ichha
Khali Tu pura kari paru
Kari ja...

21st

Pahle Tumse jo ati thi batein
Pahle Tumse jo ati thi batein... lagta raha sirf kuchh tarangein hein. Kuchh nhi rakha unme...
Tarang ki bibhaktikaran hota tha- Subh aur asubh me..
Bayen tarf jo aye wo subh aur dahine me asubh...
Aur bas tarang hi sochti thi. Chidh jati thi ya bhishan dukhi ho jati thi k har waqt Tum khali galiyan hi rakhe ho mere lie sajake ...
Jo Tumhe Dekhi nahi thi,
Makrand Sashi,
Itne din bit gaye the...
Aur mai bhul gai thi ki
Tumhare sath jo v jadit h aur mujh tak ata h wo asubh ho nhi sakta...
Ab jo darshan mili Tumhare,
Fir se pata chala hruday ko
Keise har kahi hui batein sare
Jo hont ko lie jhar gae -Amrut h mere lie
Aur jo bin honton ko chhuke barse wo sab Dev-Bibhuti h mere lie...
Ghao to ghao
Sare ghai sare kamiyan mere bharte hein Tujhse ati hui har moti mujhe kebal sajata h...
Resham se rui se megh sparsh se
Mere dukhte astitwa k lie
Thandak modak h...
Ab bekar fir se jaan gai h...
Ye amrut sutra jo bhul gai thi...

🍀Amrut Sutra

21st
Good is the moment
For them
Who stores goodness in the heart
Unaffected by any external conditions..
Fellow feeling we feeling
Friendship & Love
All are the extended form of
The unperturbed Goodness
That is there within
And one can call it -God!

Feeling God
With the Goodness in the core
Is a natural prayer of the soul.

~Dealing with God

22nd

Saam ho chali hai bahar
Halke halke prakash se
Jhulte hue badam k mote patte
Ke us par ki akash...
Kuchh nariyal patte ki keri keri jhule...
Aur Tum utar aye!

Puchha meine
To Tum aye...
Na sone wali nind se jagane mujhe
Kuchh na kahe Tum
Aur teji se jharokha ko band kar die
Jate jate..

Uski jhan jhan dhan dhan awaj se
Kuchh toot gaya jeise fir se..
Raste me gira hua ek phul toda..
Toota foota...man mara...
Uske sath mai v
Wohin sadak kinare gire hue
Dono ek dusre se lipat ke
Kuchh batein karne lage..

Ankh kholi,
Na Tum na wo toota hua bouquet
Uski taje phul ke upar
Ek jinda titli beitha tha par
Aj raat k panah dhundte hue..

Wo titli, wo bouquet
Wo phul wo sadak-chup si
Hajar ankh se dekhne laga
Is saam ko
Tumhare kadmo ko chumte hue
Nikalte hue...
Jane kahan...
Kis jheel me do hans jode ko
Kuchh kahani kahne k lie-
Do bund ashu
Aur ek muskan ki
Usse pahle sunli mombatti
Aur jal uthi

Kahan ja rahe ho
Jate jate lete jana
Is jalte hue mombatti ko sath me
Jiski aag ki garmi se
Tumhe gulab ki khusbu ati rahegi
Lete jao...

Subha Sandhya