She is doing some house hold chores...
In the back yard,
Thinking of him...
The Lean One...
....
And She can hear his speeding footsteps...
yes the Brahmin is coming...
cruising through crop fields,
A child, curly haired, fare faced, kajal anointed round eyed,
sitting upon his right shoulder very conveniently..
They are approaching...
She is shy, as she is half wet
and not decently dressed...
Still she is smiling,,,
Apprehending, how he will say give me food now...
And how he would look at her...
She touches her slightly protruding belly...
yes, another Life!!!
* * *
Aur wo ata hai,
Ghusta hai jeise angan me,
Aur mai sarmake, daudte daudte
angan se ghar ke andar ghusti hun ki saree gili hai mere,
Dekhega to khaega nahi khana......
............................................
Par wohin pahunch jata hai,
Teji se,
Patla sa jawan muhn, ek dhar ka -Mukesh!
Aur mere hairani dekh kar
ankho me anurakti bhar ati hai uski,
Ek dant ko dabaye,
ankho se ajeeb tarike se haste hue
kahta hai,'le pakad ise, (bachhe ko)
mai nahane ja raha hun...
Niche muhn kie, lajake bolti hun, han, thik hai...
To satke bolte ho, tu pet se ho jati hai,
yehi tere problem hai/yehi baat tere hajam nahi hoti mujhko...
To mai dhakelne Ki koshish karti hun to,
aur v khinchke dharte ho chhati me samet kar ...
aur dhire, bahut dhire bolte ho,
mai thode na chahta hun ki tum eise ho jao...
samjhi ki nahi...
Aur mere gile saree se
ubhre hue dahine taraf ke nitamb par
dhire se apne bayen hath se chat karke marta hai...
Mai chaunkti hun ...to haske bhid ke dharta hai...
Bachhe ki ujale muhn se ba..ba..ma...ma sunai padti hai...