Photo me bahut kuchh dikh jata hai
Jitna un sabdon me nahi
Jo Sunya ko nikalne chhune ke lie
Unke hath khali to rah jata h
Par jahan pe kuchh utar aya hua hai
ye najar ata hai
Ye log hathon ko kabhi taqte nahi
Wahan tanhai basti hi hai
Islie ye hathon ki pahanch se dur
Khudko lie chalte hein
Aur wohin khoke rh jate hein
Itne ghire hue rahte hein
Jo girta hai sunya se
Jasn ki caravan lambi si
Kisiki naam ki bansuri bajti rhti h
Man koyal gata hi rahta h
Amrut kalas chhalakta h
Ye nahaye hue kampte rahte hein
Adhe nind adhe jagran me rooh
Har adhe ghante me roop badalta h...
Kabhi bachpan ki masoom sidiyan chaddhte utarte hein,
kavi jawani ki kachhi sadkon pe ye ladkhadate hein...
Sard raton me jab baris ati h
Aur log kampte hein,
Ye log muskurate hein
Kanon me koi kuchh kahte hi rahta hai...
Hawa ki susu, badal ki garaj, barsha bund ki jhup jhup ko apne sur banake
Ye sunte sunte pagal badhavas jhumte hein
Ma dukh hota h
Na sukh
Pagal ho Tum
Kahe koi to bade bade budhhiman ankh kholke has dete hein...
Wo khudko kavi tanha kahte nahi.
Samay hi nahi is ahsash k lie.
Jab ye log galati se
Niche ajate hein
Duniya inko yakin dilane me lag jati h
Tu tanha h.
Bahut sare raaj
jinko raaj rakhne ki kasme khai hain
Unhi raaj ke khatir
Ye duniya ki haan se haan milate hein.
Han, mai tanha hun....
Jitna un sabdon me nahi
Jo Sunya ko nikalne chhune ke lie
Unke hath khali to rah jata h
Par jahan pe kuchh utar aya hua hai
ye najar ata hai
Ye log hathon ko kabhi taqte nahi
Wahan tanhai basti hi hai
Islie ye hathon ki pahanch se dur
Khudko lie chalte hein
Aur wohin khoke rh jate hein
Itne ghire hue rahte hein
Jo girta hai sunya se
Jasn ki caravan lambi si
Kisiki naam ki bansuri bajti rhti h
Man koyal gata hi rahta h
Amrut kalas chhalakta h
Ye nahaye hue kampte rahte hein
Adhe nind adhe jagran me rooh
Har adhe ghante me roop badalta h...
Kabhi bachpan ki masoom sidiyan chaddhte utarte hein,
kavi jawani ki kachhi sadkon pe ye ladkhadate hein...
Sard raton me jab baris ati h
Aur log kampte hein,
Ye log muskurate hein
Kanon me koi kuchh kahte hi rahta hai...
Hawa ki susu, badal ki garaj, barsha bund ki jhup jhup ko apne sur banake
Ye sunte sunte pagal badhavas jhumte hein
Ma dukh hota h
Na sukh
Pagal ho Tum
Kahe koi to bade bade budhhiman ankh kholke has dete hein...
Wo khudko kavi tanha kahte nahi.
Samay hi nahi is ahsash k lie.
Jab ye log galati se
Niche ajate hein
Duniya inko yakin dilane me lag jati h
Tu tanha h.
Bahut sare raaj
jinko raaj rakhne ki kasme khai hain
Unhi raaj ke khatir
Ye duniya ki haan se haan milate hein.
Han, mai tanha hun....
No comments:
Post a Comment