Ek Man uge subah - Prabhati Tara
Bikhre din bhar: yahan wahan...
koi na dekhe..
itna sa Taara, itni si roshni
ghul jae kho jae
Surya ki rasmi me
fir v
kuchh to hota hai
kahin phul khilta hai
andekha sa ek kone me
kahin anchahe se man leke
raste sajte hein
mere kadmo ko hawa dene ke lie
Akash v tarha tarha se rangon malta hai
Nile-pagal muhn me
sunta hai batein
jo kaha na gaya...
dhua dhua sa badal ki ankh lie
Chand to bas ek Heera hai uska pagdi ka
ankh to badal hain-koi na jana...
Ek man Subah ka Taara
saam tak nisprabh...
dikhena, dub jae
Chand ugne se pahle
na Surya dekha na Chand
koi nahi
bas uga ki kho gaya..
ek man Subah ki Taara
aur ek man -Jalta Chand v...
chup chap saam dhalte hi simre...
bike kaudion ke dam...
ghash push me pade rahe sisakte sisakte...
itne dami sa Chand...
kitne tohfe uska -koi nahi lia...
hath me hi rah gaya
hath ki chese
jhilmil roshani,
gila raste -lambe bahut lambe hote jaen..
Chand latak jae kabhi Gulab ki pankhudion tale
kabhi jhule aeroplane ki lamba pankh pakde...
badlon se baat karta v nahi
ye mere man-ye chand bana-jal gaya..
kisiki ghar ki roshandaan banke....!
~Roshandan
Bikhre din bhar: yahan wahan...
koi na dekhe..
itna sa Taara, itni si roshni
ghul jae kho jae
Surya ki rasmi me
fir v
kuchh to hota hai
kahin phul khilta hai
andekha sa ek kone me
kahin anchahe se man leke
raste sajte hein
mere kadmo ko hawa dene ke lie
Akash v tarha tarha se rangon malta hai
Nile-pagal muhn me
sunta hai batein
jo kaha na gaya...
dhua dhua sa badal ki ankh lie
Chand to bas ek Heera hai uska pagdi ka
ankh to badal hain-koi na jana...
Ek man Subah ka Taara
saam tak nisprabh...
dikhena, dub jae
Chand ugne se pahle
na Surya dekha na Chand
koi nahi
bas uga ki kho gaya..
ek man Subah ki Taara
aur ek man -Jalta Chand v...
chup chap saam dhalte hi simre...
bike kaudion ke dam...
ghash push me pade rahe sisakte sisakte...
itne dami sa Chand...
kitne tohfe uska -koi nahi lia...
hath me hi rah gaya
hath ki chese
jhilmil roshani,
gila raste -lambe bahut lambe hote jaen..
Chand latak jae kabhi Gulab ki pankhudion tale
kabhi jhule aeroplane ki lamba pankh pakde...
badlon se baat karta v nahi
ye mere man-ye chand bana-jal gaya..
kisiki ghar ki roshandaan banke....!
~Roshandan
No comments:
Post a Comment