Sunday, 17 April 2016

Bahanein...

Phone kar ke
Jhuth mut ka gussa aur naarjgi ka
Itna bada thali sajake
Bandaapan karna Tumhara,
Aur Tum pe haq jataanaa mera,
Ek nahi kai phul ban ke khila h..

Vaishakhi kuchh dhup aur dhul
Laad diya hai uspe abhi,
Kahin pe rang kahin pe berang
In phulon k murjhai hui phasal ko dekh
Mali Megh se kuchh kahe
Kuchh sunai de, kuchh sunai de na..
Budbudae, din raat, kuchh budbudae...

Bemaine abhimaan sare apneap me
Ab maine jodne lage
Bematlabi gussa ka kahin khoj khabar nahi
Khidki kud ke chala gaya h kahin,
Jogi ka bhesh pahan k,
Sayad ab wo ayega nahi,
Ya ayega kabhi kabhi,
Saal do salon me eise hi rasta bhulke

Phone sochta hai,Kya kahun ab mai,
Kaunsa raag russa ka archana karun Tumhare!
Keise ab haq diya jae, Keise jataya jae
Kise karke Tumhare àvàhan kiya jae!



Bahanain...
17.4.2016
Padmapur

No comments:

Post a Comment