*Mandra Mallhar*
Kyun sare naad
Sare sangeet mujhe Tum tak lie jate hein...
Ye jhumta hua gungunata hua
Rimjhim sa rasta keisa hai
Jahan har pahad gata hai
Har ped hmmm karta hai
Jharne kal kallol karte hein
Pathar kankar dhul mitti-
Sab gate hein...
Ye kaisa rasta hai
Jiske us aur Tu khada hai,
Aur is aur mai
Tu dikhta hai
Mai kahin nahi dikhti hun-
hun ki nahi pata nahi chalta h
Jab Tu dhire se haske seer hilata hai..
Aur bich ka ye rasta
ye sur sangeet ki mandra mallhar bol padte hein...!
Kyun sare naad
Sare sangeet mujhe Tum tak lie jate hein...
Ye jhumta hua gungunata hua
Rimjhim sa rasta keisa hai
Jahan har pahad gata hai
Har ped hmmm karta hai
Jharne kal kallol karte hein
Pathar kankar dhul mitti-
Sab gate hein...
Ye kaisa rasta hai
Jiske us aur Tu khada hai,
Aur is aur mai
Tu dikhta hai
Mai kahin nahi dikhti hun-
hun ki nahi pata nahi chalta h
Jab Tu dhire se haske seer hilata hai..
Aur bich ka ye rasta
ye sur sangeet ki mandra mallhar bol padte hein...!
No comments:
Post a Comment