Tuesday, 30 September 2014

I become a flower

Droplets of Nectar, when You shower,
my soul follows yours with a vital pull...
I know the sound your hands make
As they brush with the wind,
and bit by bit i emerge from my heart
and float like a cloud
only to surround your divine essence;
Touching your ecstasy,
I become a flower!

Cant thank you properly for this sacred transformation,
Dearest Mukesh-Amritmay!

Friday, 26 September 2014

Paatheya-Sahe ek Pada Chinha!

Mathaa ra kumkuma tikaa,
Sajau sajau jebe mu aanamanaa hue,
Au Tuma chhabi dishe mana ainaa re,
Ankaa bankaa rastaa dei mu daudi jae-
Sate ki Tume eithi keunthi basi
Lekhuchha mo na bali upare...
Au sata-dala golapa ra pakhuda re sajei
Pacharuchha-emiti thik achhi na
Phula kari yaku pindhiba juda re...

Jete bi emiti golapa ra upahaara Tumara,
Sabu mu saiti rakhichhi,
Tale pakei deini, gota gota pakhuda,
brunta bi sajei rakhichii chhati bhitare..
Tuma haata lagaa bali muthae bi
Mantrita mukuta ra santaka manichhi...
Tuma chala path ra
sahe ek pada-chinha ku paatheya karichhi,
Hasichhi, kandichhi-
Nijaku Mukeshini kahichhi!

Haata mora laagi thau Tora haatare!

Sneha Ra Mukesh,
Tuma hata lekha,
Katha-kuha kichhi sabd
Au sabd sanjojanaa...
Bahut mana ku paila!

Barambaar padhili, padhi chalili,
Ei geeti kabita jungle bhitarare
Snehi Manisha ra ek jhalak pai kritarth heli...
Satare bahut bhala lekhichha!
Bhaba-pravanataa ra juara bhitare
Bhasi jau jau pabitra ek ghaata re jemiti laagili...
Jemiti Varanasi ghaata-
maha maha phula chandana re,
dipali re jhalamal,

Han, ei gaha gaha bhidare,
Muhn kebe disu Tora, kebe na dishu,
Baaki haata mora lagi thau Tora haata re,..
Au chali thau mela mauchhaba,
Jani jataraa barsha tamam,
Hey Jeevan-Janh!

Shradhha purn sallaj pranam,
Tuma padaarabinde!
((((((*.*)))))

Thik Hai

Baar baar mai v Tumhare se bahut kharab baat sunti hun. Tunhare sare attitude sahti hun. Fir v ye sneh hai, jo mai Tumse judi rahti hun. Ghamand kisko dikhate ho.  Tumhare baton se mai v keise suffer karti hun, Bhagwan janta hai.
Ab samajh me aya kislie Tum mujhe likhne ya call karne kaha tha. Taki Tum mujh par eise attitude dikha sako. Meine Tumhe koi gali nahi di. Bas puchha- kya sochke eise bheje the. I did not at all like ut. I told it frankly. Tum mere upar gussa dikha rahe the. To meine v kaha. Okay. Great.
Joel k sath so ja.
Tere sath time  spend karke galat kia,
Iski biwi uski biwi.
Do kinute deta hun..o
Ye sab to bas example hai. Kya kya nahi karte ho. Keise keise gali, gussa, nicha dikhate ho mujhe.
Fir v mai Tumhara call leti hun.
Aur gali bak rahe ho.
Chhi.
Galati to mujhse hoti h. Par mai ushe sneh ki naam deke, Bhagwan k upar chhod deti hun,
Kya baat hai.
Ab padh kar khus ho jana....
Tumhare ego ko balloning jo mil gaya. Aur mujhe galiyan .
Mera koi ego nahi. Ego to tumhara hai.
Thik hai.

Kitni Jindegi…

Kitni Jindegi…


Purana ek phone (Samsung) pakad ke
Jane kahan kahan mai ho ai hun
Tere chhabi, Tere batein
Aur bahut kuchh Ki bahav me
Kitni bhanwar ho Ai hun..

Kitni gili mitti..
Kitni badlon ki udaan bhar ai hun..
Tere ahsash k sath
Na Jane kitni jindegi ji ayi hun,
Kitni bekal kastiyan
Toofani lahron par chhod ai hun..

Man ki dori ko khinchte hue
Jane kahan ho ai hun,

Tere sath kitni jindegi ho ai hun..

Monday, 22 September 2014

Shadow of a Star/ Astral Transporter

A single star and me
It glimmers with one blue eye
And my coal black eyes sparkle
When i see the eye of the sky meets with mine
It twinkles and smiles, It twinkles and say hello
When i speak nothing,
I speak nothing
and tries to match with its astral light- the light of my eyes...
A bloomed rose and a half bloomed one
Stood in mute silence -
observe how Light becomes transporter
between the blue star and me. 
The freshly blossoming Juhi flower asked
The roses that stand nearby -
Look at our shadow that is reflected upon the wall
In the shadows we are one
Though you stand some feet away from me
The street lamp has helped us unite.
But have You ever seen the shadow of a star
Perhaps not and never you will be
There is no shadow and no union
Still there is a connection between
Starry eye of the sky and 
And the eye of the maiden that lie awaiting
For the astral transporter in her half lit balcony.
Then she shies quietly and repeats
There is no one but a single star and me.

Debahuti
22nd September
8pm
Hyderabad

Thursday, 18 September 2014

celebrating the morning!

A distinct sound drag me out of my room,
I can hear somewhere a squirrel is shrieking
Shouting with pleasure and glee
or is searching, calling and celebrating...
Flocks of storks nod their head
While passing the sky -
Flying...
Long long they will fly
Only to come back in the evening...

The squirrel is dancing upon the branch now,
Twirling it's tail, it again starts shrieking...
Pigeons fly around,
They don't have to go long distances...
Singing all the day, humming ...

The ancient sky glowing with blue azure -
Is watchful as it herds the clouds with new directions...
Seeing the floating stretching clouds
the leaves shake drunkenly, dreamily...
And the tiny blue butterfly says-
Hello, wake up, it's only morning!

A heady scent comes rushing from some where,
which flower, where from never i will know of this..
And also of the small sound of the unnamed bird
that echoes, re-echoes among the mysterious greenery!
I watch in awe as the whole tree sway-
This side to that side ... to and fro,
And Nature celebrates Morning!

Wednesday, 17 September 2014

Anaahoot

Ghar me andhera ho
aur bahar ki lamp post se
dhire se saam utar aye
sakhon ki chhaya ki punch pakadke
balcony me, lagta nahi saam hai,
Lagta hai,
Koi Anaahoot, Amoort ki chehra hai....
Pakad me aya hai chhaya-alok ki khela me,
Fir se...




17th September 2014
7.30pm

Saturday, 13 September 2014

Panaah

Pahad ki choti ho...
Dur se niche sahar dik mik karta ho,
Jeise mutthi var taara ...
Aur pahad ki diwar ko satke mai khadi hun,
Pash me mere ek pathar ki chattan par -Tum!
Adha lete... Niche ki dikmik roshani ko nihar rahe ho...
Aur fir mai Tumhe bulati hun, naam se nahi, eise kuchh awaj se jo Tumhe pata ho, mujhe pata ho, hamare bich ki ho...
Aur Tum ankh uthae mere taraf dekhte ho,
Has kar,
Tumhare ankhon me gagan ki kuchh taraon ko phaste hue mai dekh leti hun,
Puchhti hun, to kuchh na bolte ho!
Saam chadh ati hai pahadi par andhera ke hath pakad kar,
Hamdono ko dekh kar nirmok utaarti hai,
Raat me tabdil ho jati hai dhire se..
Tum ushe puchhte ho, dekho, kahin se tumhe tarein najar ate hain kya!
Saham kar Tumse Raat reng ati hai mere taraf,
Lipat jati hai anchal me,
Tab mai puchhti hun-
Raat ko panaah dun kya!
Ab Tum ankh uthake fir se dekhte ho mujhe,
Aur Tumhare ankhon me taren nahi nila asman ka ek tukda fasha hai...
Kahte ho, taren to meine de diya, tum panaah de do...

Panah

Sunday, 7 September 2014

kahani

Khojti rahi jeevan bhar jis Chand ko,
Wo mere asmaan par tha hi nahi,
Taraon ki darwaje khatkati rahi,
Pata puchhti rahi,
Bhatakti rahi grah-grahanu punj
Talasti rahi jiska chehra
Wo vishwantar me rah gaya sayad,
Khule ankhein mere latakte rahe
Ek ankahi kahani ki tarha
Pran ki darwaje par,
Jeise mere khali hath...