Man mere ek Maha Samudra
Aganit juar, bistar seemaheen
Kabhi khud v nikalke ja na saki
Daure pe is aur se us aur
Ya fir dub ke kabhi chhu na saki
Kahan hai iska niche gabheer balu se milan
Keise kah sakun fir Tumhe
Kya ha kahan kitne moti
Eise hi samuka ki mare muhn se nikle
Bikhre pade hein, Banik
Tere jhola bharne ke lie...
Mujhe pata nahi..
Ana kabhi jahaj leke chhota sa
Dekhne khojne kya hai sab Tumhare naam
Ham to haar gae kahte dikhate
Aur Tum pak gae kinare baithe beithe
Ana kabhi gahre jal me
Na jahaj na koi saadhan
Milne khud ki chhabi se
Jo yahan na jane kai barshon se
Bani hai dhire dhire
Sabse anmol cheson se
Tumko ham wahan le nahi ja sakte
Machhli ki fin nahi Tumko
Saans le nahi sakte
Jahaj Tumhare wahan tak pahunchegi nhi
Submarine v nhi.
Fir keise?
Ye sab eise hi rah jaega...
Itne sare baibhav Tumhare naam ka
Tum khojoge nahi...
Saans bharne ka pani ki gahrion me
Koi aur tarika?
Dhunda h kya Tumne?
Mujhe pata to nahi...
Rah rahke laharon ki pocket me bharke
Un mare hue samuka ki sample
bhej sakti hun
Ana belabhumi pe
Pana pairon k pash gire hue un sabko
Sunna pratishrutiyan sare unse
Ki jinda v hain kuchh
Ban rahe hein motiyan v aur...
Gahraion me
Kya Tum dekhte ho
Yahan...
Kuchh kawe ud jate hue
Kuchh laal kekde sarakte hue
Gile ret pe
Ya apna pairon ki 3d wala nishan...
Sunte kya ho?
Samosha wale ki kuhat
Bachhon ki dhumdham daudne ki ahat
Kuchh logon ki udti hui kho jati hui batein
Ya dur raste pe traffic ki halka sa awaj
Suno in Samukaon ko
Suno lahron ko
Kahenge kuchh to Tumhe
Jo na ja sako Samudra Yatra pe
Hey Banik!!
Has nahi dena
Eise halke se
Adh-man se
Baat jaruri hai
Bhitar dalna
Kahno ko sab kaha nahi jata
Chah k v koi Samudra ko Tumhe
Dikha nahi sakta.
Ankhon ke samne bichhi hui
Tumhare pairon se leke digant tak to
Baat nahi. Baat aur v kuchh hai.
Kabhi Tumne janna na chaha...
Samosha wale aur chay wake ki kuhat
Aur in lahron ki ho ho me hi
Band rah gai sare talash Tumhare
Par Tum to Samudra Banik ho!
☆Samudra Banik☆
Aganit juar, bistar seemaheen
Kabhi khud v nikalke ja na saki
Daure pe is aur se us aur
Ya fir dub ke kabhi chhu na saki
Kahan hai iska niche gabheer balu se milan
Keise kah sakun fir Tumhe
Kya ha kahan kitne moti
Eise hi samuka ki mare muhn se nikle
Bikhre pade hein, Banik
Tere jhola bharne ke lie...
Mujhe pata nahi..
Ana kabhi jahaj leke chhota sa
Dekhne khojne kya hai sab Tumhare naam
Ham to haar gae kahte dikhate
Aur Tum pak gae kinare baithe beithe
Ana kabhi gahre jal me
Na jahaj na koi saadhan
Milne khud ki chhabi se
Jo yahan na jane kai barshon se
Bani hai dhire dhire
Sabse anmol cheson se
Tumko ham wahan le nahi ja sakte
Machhli ki fin nahi Tumko
Saans le nahi sakte
Jahaj Tumhare wahan tak pahunchegi nhi
Submarine v nhi.
Fir keise?
Ye sab eise hi rah jaega...
Itne sare baibhav Tumhare naam ka
Tum khojoge nahi...
Saans bharne ka pani ki gahrion me
Koi aur tarika?
Dhunda h kya Tumne?
Mujhe pata to nahi...
Rah rahke laharon ki pocket me bharke
Un mare hue samuka ki sample
bhej sakti hun
Ana belabhumi pe
Pana pairon k pash gire hue un sabko
Sunna pratishrutiyan sare unse
Ki jinda v hain kuchh
Ban rahe hein motiyan v aur...
Gahraion me
Kya Tum dekhte ho
Yahan...
Kuchh kawe ud jate hue
Kuchh laal kekde sarakte hue
Gile ret pe
Ya apna pairon ki 3d wala nishan...
Sunte kya ho?
Samosha wale ki kuhat
Bachhon ki dhumdham daudne ki ahat
Kuchh logon ki udti hui kho jati hui batein
Ya dur raste pe traffic ki halka sa awaj
Suno in Samukaon ko
Suno lahron ko
Kahenge kuchh to Tumhe
Jo na ja sako Samudra Yatra pe
Hey Banik!!
Has nahi dena
Eise halke se
Adh-man se
Baat jaruri hai
Bhitar dalna
Kahno ko sab kaha nahi jata
Chah k v koi Samudra ko Tumhe
Dikha nahi sakta.
Ankhon ke samne bichhi hui
Tumhare pairon se leke digant tak to
Baat nahi. Baat aur v kuchh hai.
Kabhi Tumne janna na chaha...
Samosha wale aur chay wake ki kuhat
Aur in lahron ki ho ho me hi
Band rah gai sare talash Tumhare
Par Tum to Samudra Banik ho!
☆Samudra Banik☆